Tweeter

Monday, April 13, 2009

Kaisy kahon pyar ka rishta

Kaisy kahon pyar ka rishta nibhaya nahi
Jub woh samjha nahi maine btaya nahi

Khamosh tha main dar tha anjaana sa
Woh sunta kaisy jub maine sunaya nahi

Meri khushi mein thi khushi maloom hai
Woh roya kyon jub maine rulaya nahi

Thartharati zuban sy kuch batana tha usy
Woh magan tha maine kuch bataya nahi

Kaha tha us ny ,mumkin nahi samjho to
Or ALI tha kih khud ko samjha paya nah

No comments: